Saturday 4 January 2020

Rishta........


Tera mera Rishta hamare dilo ke ahsash se juda hai
Yeh wo Sangam hai jo hamare dilo ke taar se juda hai
Dilo ki taar ham dono ki dhadkano ke saaj me saja hai
Yeh too wo Anokha Bandhan hai  jo tere dil ki Khusiya
Aur Hamare Dilo ke  Chahat ke ahsash se juda hai,  Jaise……
Hamara Rishta Janmo se Iss dunia ki uss dunia ke taar se Juda hai.

*** Sonu Kumar ***

No comments:

Post a Comment